Mustafa jaane Rehmat pe lakho salam 4 line with tazmeem | dard e dil naam lene se hota hai kam salam lyrics

Mustafa jaane Rehmat pe lakho salam 4 line with tazmeem Mustafa jaane Rehmat pe lakho salam 4 line with tazmeem

Mustafa jaane Rehmat pe lakho salam 4 line with tazmeem | dard e dil naam lene se hota hai kam salam lyrics | Mustafa jaane Rehmat pe lakho salam lyrics in hindi English

Mustafa jaane Rehmat pe lakho salam 4 line with tazmeem | dard e dil naam lene se hota hai kam salam lyrics

Mustafa Jaane Rehmat pe Lakho Salam
Sham-e-Bazme Hidayat pe Lakho Salam

Darde dil naam lene se hota hai kam
Isliye naam Aqa ka lete hain ham
Jhoomkar likh raha hai Raza ka Qalam
Shahre Yaare iram Tajdare haram
Noubahare Shafa’at pe Lakho Salam

Mustafa Jaane Rehmat pe Lakho Salam
Sham-e-Bazme Hidayat pe Lakho Salam

Fazle moula se murdon ko zinda kiya
Ek ajuba zamane ko dikhla diya
Aaj bhi log kahte hain Sad Marhaba
Gouse Azam Imamuttuqa Wannuqa
Jalwaye Shaane Qudrat pe Lakho Salam

Mustafa Jaane Rehmat pe Lakho Salam
Sham-e-Bazme Hidayat pe Lakho Salam

Mustafa jaane Rehmat pe lakho salam 4 line with tazmeem
Mustafa jaane Rehmat pe lakho salam 4 line with tazmeem

Hamne samjha na tha aapka martaba
Ek Wali ne magar ham pe Ehsan kiya
Surmaye Ishq Ankho me faila diya
Dal di qalb me Azmate Mustafa
Sayyedi Ala Hazrat pe Lakho Salam

Mustafa Jaane Rehmat pe Lakho Salam
Sham-e-Bazme Hidayat pe Lakho Salam

Murahidi shah akhtar Raza Khan raza
Faiziyabe kamalate Hassan Raza
Sath ham sab bhi hon Zamzama kha Raza
Jabki Khidmat ke Qudsi kahe! Haan Raza

Mustafa Jaane Rehmat pe Lakho Salam
Sham-e-Bazme Hidayat pe Lakho Salam

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *